SONG: Kathin Tapasya Ki Bhagirath Ne

Kathin Tapasya Ki Bhagirath Ne

LYRICS:
kathin tapasya ki bhagirath ne karne pitaro ka uddhar pragat huyi tab ganga mata sun kar uski deen pukar mai tasna hun aaj dhara par aana mujhko hai swikaar kaun hai aisa sattubaani jo sah sakega mera bhaar prabhu shul pani bipatti ke harta mahadev sambhu hai bhay nash karta tumhara ye aatatv tumhi ko pukare nayan apne kholo abhay do hey data kanth me garan bhi dhara tha tumne sheesh me dharo pavitra ganga maha siva siva itlake chal di ye ganga balkha ke chal di yeh ganga dhwal bastra dhaare lehrake chal di gagan thartarane laga jagan jagmane laga nandanvan bhi mit gaya suro me tahalka macha garajti barasti ye ganga pralay ban ke chal di ye ganga utarne jatao me shiv ki dhun me magan apni ganga mathegi ye sheesh shiv ka itna bada garb iska uchalti ganga ki uddanta ko shiv ji ne tirchi nigaaho se dekha ganga ka shiv ne ghamand todne ko jatayo ko apni lapeta kuch aise ghutne laga dam usi pal kyu ki bandi bani gang unme