SONG: Katha Suno Siya Swayamavar Ki - कथा सुनो सिया स्वयम्वर की

Katha Suno Siya Swayamavar Ki - कथा सुनो सिया स्वयम्वर की

LYRICS:
katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki janaknandini mithilavasini janaknandini janaki or dasrath priyawar ki katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki jore nagar nagar ke bhup bhi veer baldhari veer baldhari par ram lakhan sa ek na tha baldari shri ram lakhan sa ek na tha baldari ho ek jhalak me man se sita ha ek jhalak me man se sita ho gayi raghuwar ki katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko man bole mohe kar de arpan apne pranpriya ko dhan se sare narip jab hare sare narip jab hare tab guruwar ki agya lekar raghuwar dhanush ki or padhare pal bhar me shiv dhanush diya tod sita se nata liya jod tut gaya dhanu gunj uthi dhawani tut gaya dhanu gunj uthi dhawani ram vijaya sawar ki katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki le war mala badi wah devi war liye raghuwar parm snehi ram siyaram siyaram jai jai ram ram siyaram siyaram jai jai ram ho nabh se dev suman barsaye ho nabh se dev suman barsaye parjan purjan sab harsaye ram siyaram siyaram jai jai ram ram siyaram siyaram jai jai ram ram ko rup siya ko sarup saprem lage sab log niharan log niharan bal jawan or vridh chale siya ram ke paw pakharan paw pakharan jap jape or dhayn dhare se ho det na darsan jo bhaw taran soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran adbhut shobha jaye nivarni, adbhut shobha jaye nivarni milan manohar ki katha suno siya swaymvar ki suno suno katha siya swaymvar ki