SONG: Katati Hai Ab To Zindagi Marane Ke Intazaar Men - कटती है अब तो ज़िंदगी मरने की इंतज़ार में

Katati Hai Ab To Zindagi Marane Ke Intazaar Men - कटती है अब तो ज़िंदगी मरने की इंतज़ार में

LYRICS:
katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me ab na khiza me koi gam, ab na khushi bahar me ab na khiza me koi gam, ab na khushi bahar me katati hai ab to zindagi kya kya fareb khaye hai kya kya sitam uthaye hai kya kya fareb khaye hai kya kya sitam uthaye hai hum to kahin ke na rahe haye kisi ke pyar me hum to kahin ke na rahe haye kisi ke pyar me katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me katati hai ab to zindagi dekhi thi humne bhi bahar, hum bhi hanse the ek baar dekhi thi humne bhi bahar, hum bhi hanse the ek baar kitna karar tha kabhi is dile beqarar me kitna karar tha kabhi is dile beqarar me katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me katati hai ab to zindagi