SONG: Kat Rahi Hai Beksi Me Har Ghadi Tere Bagair - कट रही है बेकसी में हर घडी तेरे बगैर

Kat Rahi Hai Beksi Me Har Ghadi Tere Bagair - कट रही है बेकसी में हर घडी तेरे बगैर

LYRICS:
kat rahi hai beksi me har ghadi tere bagar maut se badatar hai meri jindgi tere bagar tanhai ki wadiyo me dil thaharta tha mera tanhai ki wadiyo me dil thaharta tha mera aansuo se aaj bahlati hu jee tere bagar aansuo se aaj bahlati hu jee tere bagar maut se badatar hai meri jindgi tere bagar jee hajaro baar roye mil gayi jab rat me jee hajaro baar roye mil gayi jab rat me dil ki ye aawaz duniya lut gayi tere bagar maut se badatar hai meri jindgi tere bagar aasman par har sitara dekh kar hasta raha aasman par har sitara dekh kar hasta raha ik dahkati aag hai ye chandni tere bagar ik dahkati aag hai ye chandni tere bagar kat rahi hai baksi me har ghadi tere bagar