SONG: Kashmir Ki Kali Hoon Main, Mujhse Na Rutho Babuji - कश्मीर की कली हूँ मैं, मुझसे ना रूठो बाबूजी

Kashmir Ki Kali Hoon Main, Mujhse Na Rutho Babuji - कश्मीर की कली हूँ मैं, मुझसे ना रूठो बाबूजी

LYRICS:
kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji murjha gayi to phir na khilungi kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji murjha gayi to phir na khilungi kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi rangat meri baharo me, dil ki aag chanaro me rangat meri baharo me, dil ki aag chanaro me kuch to hum se baat karo in behki gulzaro me kuch to hum se baat karo in behki gulzaro me kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji murjha gayi to phir na khilungi kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji murjha gayi to phir na khilungi kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi pyar pe gussa karte ho, tera gussa hum ko pyara hai pyar pe gussa karte ho, tera gussa hum ko pyara hai yahi ada to katil hai jisne humko mara hai yahi ada to katil hai jisne humko mara hai kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji murjha gayi to phir na khilungi kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji murjha gayi to phir na khilungi kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi