SONG: Kasam Khuda Ki Jo Kuch Kahunga, Sach Sach Kahunga - कसम खुदा की जो कुछ कहूँगा सच सच कहूँगा

Kasam Khuda Ki Jo Kuch Kahunga, Sach Sach Kahunga - कसम खुदा की जो कुछ कहूँगा सच सच कहूँगा

LYRICS:
kasam khuda ki jo kuch kahunga sach sach kahunga sach ke siwa or kuch na kahunga ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar kasam khuda ki jo kuch kahunga sach sach kahunga sach ke siwa or kuch na kahunga ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar to bolo pahle kaise aankh ladi hasina hamse bhi kuch dur khadi tumhare pas aayi fir kya bat hui najar mil gayi din se rat hui kavita chhodo bat kaho sidha bolo saf kaho matlab ye jab nain lade kho gaye dono khade khade jhutha nahi mai jhuta nahi mai sarkar kasam khuda ki jo kuch kahunga sach sach kahunga sach ke siwa or kuch na kahunga ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar acha to bolo fir kis rat mile ye pucho fir hum kab na sath mile ye bolo had me the kanun ke tum bataye kaise jab the hosh bhi gum yani pata din rat nahi sujhi hai na bat yahi mujhko hi ilzam na do kuch to apna nam bhi lo jhuth hai sach hai jawa dil hai kuch to kho dildar kasam khuda ki jo kuch kahungi sach sach kahungi sach ke siwa or kuch na kahungi ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar acha o ladki ab tu bol jara ha sajan ghunghatwa mera khol jara tune bhi us ladke ko pyar kiya ha maine khul ke aaj khul ke ikrar kiya ye hai dafa no do gyarah tu bhi hai muzrim wo gaya mara lekar phulo ki ladiya la pahna de hathkadaiya aise aise aaja aajao aaja milke milke kare ikrar kasam khuda ki jo kuch kahunge sach sach kahunge sach ke siwa or kuch na kahunge ke tumse hai ke tumse hai hame pyar ke tumse hai ke tumse hai hame pyar ke tumse hai ke tumse hai hame pyar