SONG: Kasam Hai Tujhe Mere Inn Aansuo Ki (Kisi Se Na Kehna) - कसम हैं तुझे मेरे इन आँसुओं की(किसी से ना कहना)

Kasam Hai Tujhe Mere Inn Aansuo Ki (Kisi Se Na Kehna) - कसम हैं तुझे मेरे इन आँसुओं की(किसी से ना कहना)

LYRICS:
salam pehle to kuch bekarar hoke kaha garib ishq ne phir, nana barse ro ke kaha kasam hai tujhe mere in aansuo ki mera kissa e gham kisi se na kahna tadpte tadpte agar mar bhi jau agar mar bhi jau mere dil ka aalam kisi se na kahna kisi se na kahna kasam hai tujhe mere in aansuo ki game aashiqi ka hai najuk fasana kahi dil na tute, chaman me kali ka baharo ke charche to karna khushi se baharo ke charche to karna khushi se karna khushi se magar haale shab na kahna kisi se, na kahna kasam hai tujhe mere in aansuo ki wahi raat din hai magar sune sune wahi zindagi hai magar phiki phiki satati hai rah rah ke yaade kisi ki satati hai rah rah ke yaade kisi ki yaade kisi ki hai kis haal me hum kisi se na kahna kisi se na kahna tadpte tadpte agar mar bhi jau agar mar bhi jau mere dil ka aalam kisi se na kahna kisi se na kahna mujhe iska dar hai ke duniya me us par kahi bewafai ki tauhmat na aaye mohabbat ki dhun me kabhi ban gaya tha mohabbat ki dhun me kabhi ban gaya tha kabhi ban gaya tha, koi mera hamdam kisi se na kahna, kisi se na kahna kasam hai tujhe mere in aansuo ki mera kissa e gham kisi se na kahna, kisi se na kahna