SONG: Kas Ke Kamar Ho Ja Tayar - कस के कमर हो जा तैयार

Kas Ke Kamar Ho Ja Tayar - कस के कमर हो जा तैयार

LYRICS:
kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar karna hoga beda par is par ya us par kas ke kamar hoja tyar hoja tyar kathin hai jiwan ka sangram thame chale himmat se kam isi se jite hai ye dam na ha jinde badi badi padegi jidhar par chal parmar na ghabra meri sarkar karna hoga beda par is par ya us par kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar yaha sajate hai bojhar ek teer talwar yaha sajate hai bojhar ek teer talwar milenge ladkar ghadi ghadi milenge ladkar ghadi ghadi kabhi jeet ho kabhi har karna hoga beda par is par ya us par kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar