SONG: Karvate Badal Raha Hai Aaj Sab Jahan - करवटें बदल रहा है आज सब जहान

Karvate Badal Raha Hai Aaj Sab Jahan - करवटें बदल रहा है आज सब जहान

LYRICS:
karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan dal badal ke ja rahe hai dharti aasaman, dharti aasaman karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan kyu na ham kadam badha sake samay ke sath kyu na ham, kyu na ham kyu na ham kadam badha sake samay ke sath kyu na chhede ham badalti jindagi ki taal kyu na chhede ham badalti jindagi ki taal karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan ab na roke se rukegi jindagi ki raah ab na roke se rukegi jindagi ki raah ham nahi rukenge ham nahi rukenge rukati hai jaha nisha ham nahi rukenge rukati hai jaha nisha ham milenge aur milenge kandhe aur kadam milenge kandhe aur kadam milenge kandhe aur kadam ham milenge aur milenge kandhe aur kadam milenge kandhe aur kadam ek ho nishana apna ek ho nishaan ek ho nishana apna ek ho nishaan apna ek ho nishaan karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan karvate badal raha hai aaj sab jahan, aaj sab jahan