SONG: Karva Chauth Ka Vrat Aisa - करवा चौथ का व्रत ऐसा

Karva Chauth Ka Vrat Aisa - करवा चौथ का व्रत ऐसा

LYRICS:
karwa chauth ka vrat aisa karwa chauth ka vrat aisa jiski mahima hain aprampar bahno karna baram bar o sakhiyo karna barambar o dhayan se karna man se karna dhayan se karna maan se karna to samjho tumhara beda pyar bahno karna barambar o sakhiyo karna barambar o pati ke prem se badhke koi badhke koi re pati ke prem se badhke koi prem nahi hain duja prem nahi hain duja o yahi sikhata har nari ko har nari ko re yahi sikhata har nari ko pati charno ki puja pati charno ki puja bharat bhar me is tyohar ki badi hain jai jaikar bahno karna barambar o sakhiyo karna barambar o ye vrat hain bada jadu wala jadu wala re ye vrat hain bada jadu wala prem se karna khali prem se karna khali o honge tumhare ghar me hi bahna ghar me hi bahno re honge tumhare ghar me hi bahna barah maas diwali barah maas diwali ghar ki lakshmiyo dekho jara is vrat ka bhi chamtkar bahno karna barambar o sakhiyo karna barambar karwa chauth ka vrat aisa karwa chauth ka vrat aisa jiski mahima hain aprampar bahno karna barambar o sakhiyo karna barambar o bahno karna barambar o sakhiyo karna barambar