SONG: Karu Na Yaad Magar Kis Tarah Bhulau Use - करूँ ना याद मगर किस

Karu Na Yaad Magar Kis Tarah Bhulau Use - करूँ ना याद मगर किस

LYRICS:
karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use gazal bahaanaa katun aur gungunau use karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use karoon na yaad wo kahaar khaar hai shaak-e-gulaab ki maanind wo kahaar khaar hai shaak-e-gulaab ki maanind main zakhm zakhm hun fir bhi gale lagau use karu na yaad magar kis tarah bhulau use karoon na yaad ye log tazkire karate hai apne log ke ye log tazkire karate hai apne log ke main kaise baat karun aur kaha se lau use karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use karoon na yaad jo humsafar sar-e-mazil bichad rahahai agar jo humsafar sar-e-mazil bichad rahahai agar ajab nahi ke agar yaad bhi na aau use karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use gazal bahaanaa katun aur gungunau use karoon na yaad magar kis tarah bhulaoon use