SONG: Kartab Hai Balwan Jagat Me - करतब हैं बलवान जगत मे

Kartab Hai Balwan Jagat Me - करतब हैं बलवान जगत मे

LYRICS:
kartab hai balwan jagat me kartab hai balwan kartab hai balwan jagat me kartab hai balwan ek din janta ne sita par jhutha kalank lagaya ram chandar ne pran priya ko vanvasini banaya kartab ke aage mamta ka hua maha balidan hua maha balidan jagat me kartab hai balwan satyawadi the harish chandar jo raja se ban gaye rank aur harijan hath bikaye daso ke das kahaye kintu satya pe atal rahe paya jag me samman jagat me kartab hai balwan