SONG: Karman Ki Gati Nyari Jag Me - कर्मन की गति न्यारी जग में

Karman Ki Gati Nyari Jag Me - कर्मन की गति न्यारी जग में

LYRICS:
jag me karman ki gati nyari jag me karman ki gati nyari jag me karman ki gati nyari murjha kar bhi khil jati hai aasha ki phulwari murjha kar bhi khil jati hai aasha ki phulwari karman ki gati nyari jag me karman ki gati nyari hasna rona paana khona sab is gati ki leela sab is gati ki leela rang birange sapno ka hai ye sansar rangila bandhe hue hai karm dor me bandhe hue hai karm dor me sare hi nar nari karman ki gati nyari jag me, karman ki gati nyari karam bhumi par kaato ke sang phulo ki sej suhani phulo ki sej suhani dukh sukh dono sath sath hai jag ki yahi kahani mat nirash ho khil jayegi mat nirash ho khil jayegi man ki kesar kyaari karman ki gati nyari jag me, karman ki gati nyari jaisi karni waisi bharni yahi yaha ka lekha, yahi yaha ka lekha nahi mitaye mit sakti jo khichi bhagy ki rekha saras savera aaya dekho saras savera aaya dekho rain gayi andhiyari karman ki gati nyari jag me, karman ki gati nyari