SONG: Kari Kari Ankhiyo Se Pyari Pyari Batiyo Se - कारी कारी अंखियो से प्यारी प्यारी बतियो से

Kari Kari Ankhiyo Se Pyari Pyari Batiyo Se - कारी कारी अंखियो से प्यारी प्यारी बतियो से

LYRICS:
kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se o sajna balma haye o sajna balma haye kahe meri nindiya churaye haye kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se jhuthi chori o gori jhuthi chori o gori kahe mere naam lagaye haye kaun tha vo chupa hua zulfo ki chav me zulfo ki chav me chor nahi tere siwa koi bhi gaav me koi bhi gaav me chupke se chupke meri galiyo me tune naino ke teer chalaye kari kari ankhiyo se jhuthi chori o gori jhuthi chori o gori kahe mere naam lagaye haye yaad nahi tujhe abhi wo mai nahi tha wo mai nahi tha mai to kahi gaya nahi mai to yahi tha mai to yahi tha tu puch le ye sare gori se mujhpe yaki jo na aaye kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se o sajna balma haye o sajna balma haye kahe meri nindiya churaye haye loot liya tune jiya baiya to chhod de baiya to chhod de kaise koi pyar bhara nata ye tod de nata ye tod de tune kya suna nahi lagi nahi chute chahe jiya chala jaye haye kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se o sajna balma haye o sajna balma haye kahe meri nindiya churaye haye kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se jhuthi chori o gori jhuthi chori o gori kahe mere naam lagaye haye