SONG: Kare Kajrare Badra

Kare Kajrare Badra

LYRICS:
kajarrae kaare baadraa rs barsaane aayiye kaare kaare baadraa rs barsaane aayiye baago mein koyal jhoom ke geet milan ke gaaye baggo mein koyal jhoom ke geet milan ke gaaye kaare kaare baadraa baadraa chhaye ohhhh baadraa chhaye, barkha gaye savaan aaya sang tere main bavaariya, bavaariya main bavaariya suddh bisrakke laage rasiyya aang tere, tu hi pyaas jagaaye sajana aahhhh tu hi pyaas jagaaye sajana tu hi pyaas bhujaye baggao mein koyal jhoom ke geet milan ke gaaye kaare kaare badraa maine mn ko ohhh ohhh maine mn ko bandh liya hain, gauri tere aanchal mein aahh ahhh! dhadkan meri (la la la) nach rahi hain, dhadkan meri nach rahi hain, tere pag ki payal mein mein tujhme mushkaau gauriye, mein tujhme mushkaau gauriye, tu mujhme mushkaaye. kaare kaare baadraa rs barsaane aayiye kaare kaare hain baadraa. jabse teri hi jabse teri preet ki mehndi laage mere hatho mein, tere mere, mere tere naina dhoobe massati ki barsaato mein, rimjhim pyar lutaye sajana, rimjhim pyar lutaye sajana. rimjhim pyar lutaye kaare kaare baadraa rs barsaane aayiye baago mein koyal jhoom ke geet milan ke gaaye kaare kaare baadraa kaare kaare baadraa.