SONG: Karaar - करार

Karaar - करार

LYRICS:
dua bhi lage naa mujhe dava bhi lage naa mujhe jabse dil ko mere tu laga hai neend raaton ki meri chahat baaton ki meri chain ko bhi mere tune yun thagaa hai jab saansein bharun main band aankhein karun main nazar tu yaar aaya dil ko karar aya tujhpe hai pyaar aya pehli-pehli baar aya oh yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyar aaya pehli pehli baar aaya oh yaara har roz pooche ye hawaye hum to bataake haare kyun zikr tera karte hai humse taare har roz pooche ye hawaye hum toh bataake haare kyu zikr tera karte hai humse taare ab kisse hain tere in honto pe mere izhaar aaya yaara dil ko karar aya tujhpe hai pyaar aya pehli-pehli baar aya oh yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyar aaya pehli pehli baar aaya oh yaara