SONG: Kar Ram Bhajan Man Ram Bhajan - कर राम भजन मन राम भजन

Kar Ram Bhajan Man Ram Bhajan - कर राम भजन मन राम भजन

LYRICS:
kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re baba ho jaye beda par re baba ho jaye beda par re shri ram chandar ji ki katha suru hoti hai kaho ji shiri ram shiri ram ek din rani kaikyi boli ram jaye banvas ye sunkar sab praniyo ke ruk gayi man me sans ram ji sunkar bole mai to hu mata ka das koi bhi chinta na kare jo mai jau vanvas tere jivan ki kya aas hai tere jivan ki kya aas hai tere jivan ki kya aas hai jag me kiski rahi shan jane vali hai ye jan murakh kahna mera man tu ek pal ka hai mehman apne malik ko pahchan tod chale kyo aash re kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re baba ho jaye beda par baba ho jaye beda par kaho ji shiri ram chhauda varsh gujar gaye chhauda varsh van me rah kar jab laute banvasi roye vaha ke pakshi prani van par chhayi udasi chhod chale hum sabko bhagwan tod chale ho sabka sahara dekho to bhagwan jara har nain se bahti dhara tod chale kyo aas re tod chale kyo aas re tod chale kyo aas re rokar boli ye shabnam deke jate ho kyun gham kaise jiyenge ab hum aansu bahte hai chham chham aasha le kar bathe hum hai ye dur ke dil ki pukar re kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re kaho ji shiri ram ban valo ki ye halat thi to ayodhya valo ka kya hal tha ban se jab shiri ram ji ayodhya nagri aaye hans kar sari paraja ne charno me nain bichhaye khushi khushi har premi ne ghar ghar deep jagaye madhur suro me diwali ke nar nari ne gane gaye sab se bole bahar ye o sab se bole bahar ye o sab se bole bahar ye nacha har ek tan man aaye aaye vo bhagwan aavo kar lo sab darshan gao geet mano ranjhn ayodhya nagri hai dulhan o tri payal ki jhankar re kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re baba ho jaye beda par re baba ho jaye beda par re