SONG: Kar Le Singar Chatur Albeli - कर ले श्रृंगार चतुर अलबेली

Kar Le Singar Chatur Albeli - कर ले श्रृंगार चतुर अलबेली

LYRICS:
kar le shringar chatur albeli kar le shringar chatur albeli kar le shringar chatur albeli sajan ke ghar jana hoga sajan ke ghar jana hoga kar le shringar chatur albeli naha le dho le shish gutha le naha le dho le shish gutha le naha le dho le shish gutha le sajan ke ghar jana hoga sajan ke ghar jana hoga kar le shringar chatur albeli kar le shringar chatur albeli mitti bichhawan mitti udhawan mitti bichhawan mitti udhawan mitti bichhawan mitti udhawan mitti me mil jana hoga mitti me mil jana hoga kar le shringar chatur albeli kar le shringar chatur albeli kahat kabir sun mori sajani kahat kabir sun mori sajani kahat kabir sun mori sajani wapas fir nahi aana hoga wapas fir nahi aana hoga kar le shringar chatur albeli kar le shringar chatur albeli sajan ke ghar jana hoga kar le shringar chatur albeli