SONG: Kanwaro Ka Bhi Duniya Me Khuda Hota To Kya Hota - कंवारो का भी दुनिया मे खुदा होता तो क्या होता

Kanwaro Ka Bhi Duniya Me Khuda Hota To Kya Hota - कंवारो का भी दुनिया मे खुदा होता तो क्या होता

LYRICS:
soja soja hukm ke ikke soja kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota hamare ghar me bhi chulha jala hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me akele kis tarah kate safar ye jindgani ka safar ye jindgani ka hame to jahar lagta hai ye mausam nojawani ka ye mausam nojawani ka ye mausam nojawani ka kisi ka sath kismat me kisi ka sath kismat me likha hota to kya hota kisi ka sath kismat me likha hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me bhare jate hai papo se magar shadi ki hasrat hai magar shadi ki hasrat hai dhindora pitte firte hai biwi ki jarurat hai ji biwi ki jarurat hai ji biwi ki jarurat hai khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me agar cheese najar hota to achi si koi laate agar cheese najar hota to achi si koi laate to achi si koi laate tumare dar pe chakkar kaatkar jute na ghiswate jute na ghiswate ke ham jute na ghiswate agar kuch chodkar abba mara hota to kya hota agar kuch chodkar abba mara hota to kya hota khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota kawaro ka bhi dunia me