SONG: Kanto Ki Chuban Payi - काँटों की चुभन पायी

Kanto Ki Chuban Payi - काँटों की चुभन पायी

LYRICS:
kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi aane ka shbab yaad naa jaane ki khabar hai aane ka shbab yaad naa jaane ki khabar hai wo dil me rhaa kaun uase gya bhi dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi har ek se manjil ka pta puch rha hai har ek se manjil ka pta puch rha hai gumraah mere saath hua raahnuma bhi dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi gumnaam kabhi apno se jo gam hue haasil gumnaam kabhi apno se jo gam hue haasil kuch yaad rahe unme to kuch bhul gya bhi dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi