SONG: Kanto Ke Saye Me Phulo Ka Ghar Hai (2) - काँटों के साये में फूलों का घर है

Kanto Ke Saye Me Phulo Ka Ghar Hai (2) - काँटों के साये में फूलों का घर है

LYRICS:
kato ke saye me phulo ka ghar hai phulo ke ghar pe jo teri nazar hai kate hata ke phul chun le o raja sun sun sun le o raja sun sun sun le gori gori hansi teri jo kabhi dab jaye gum kale kale se ban ja himmat ka sitara tu apne hi man ke ujale se dhunde rashta jo man ke ujale se use bhala kisi ka kya dar hai kato ke saye me phulo ka ghar hai phulo ke ghar pe jo teri nazar hai kate hata ke phul chun le o raja sun sun sun le o raja sun sun sun le