SONG: Kangna Pehna Maine Ghungru Wala - कंगना पहना मैंने घुंघुरू वाला

Kangna Pehna Maine Ghungru Wala - कंगना पहना मैंने घुंघुरू वाला

LYRICS:
kangana pahna maine ghunghru wala kangana pahna maine ghunghru wala are re diya kisi ne lake diya maine pahan liya chori to nahi ki daka to nahi dala chori to nahi ki daka to nahi dala dala kangana pahna maine ghunghru wala kangana pahna maine ghunghru wala payal hai pag me to kajal tirchi najar me upar se sone ki ek janjir kamar me ab ghunghru bajake jara chand dikhlake mai jo aayi to gazab kya kiya chori to nahi ki daka to nahi dala dala kangana pahna maine ghunghru wala kangana pahna maine ghunghru wala aisa kya har koi thame kalai meri lakho ka mol kare ek angdayi meri jag mera matwala maine aisa jadu dala jadu dala to sitam kya kiya chori to nahi ki daka to nahi dala dala kangana pahna maine ghunghru wala kangana pahna maine ghunghru wala dil mera jisne liya hai wo koi ek chaila albela dikhta hai bhari mahfil me akela bana mera hamjoli mai bhi kuch nahi boli nahi boli to julm kya kiya chori to nahi ki daka to nahi dala chori to nahi ki daka to nahi dala dala kangana pahna maine ghunghru wala kangana pahna maine ghunghru wala