SONG: Kandhe Dhanush Baan Dharan Kar - काँधे धनुष बाण धारण कर

Kandhe Dhanush Baan Dharan Kar - काँधे धनुष बाण धारण कर

LYRICS:
kandeh dhanush baan dharan kar pahne karm veer sa bana karm chhetr me chala bhagirth aaj vijay ka prn khaya manushy hain wahi manushy hain wahi, dharm ki rah jo chale jo andhiyo ke biich, bedhadak chala chale bedhadak chala chale chale jo raaj dharm ke liye nagar kutub tyag sakta, karm ke liye jise ke moh maya, koi mod na sake ki mrityu bhi vachan ko, jiske tod na sake hain veer jo apne sukh ko vaar de ho hanske jo vipattiya se khelta chale jo andhiyo ke biich, bedhadak chala chale bedhadak chala chale idhar uthe charan ke chinh uthe vasundhara udhar bhale bikhar chale sindur mang ka ye dosh karm ka, kisi ko jab rulaye re vidhata ko bhi us pe, tab daya na aye re to kyu na aasuo me, aag tu lagake chal dagar me tu piya ke, kyu na deep banke chal jivan hain to milan bhi, iska hoga hi kabhi jo pyaar se samay ki, maar jhelta chale jo andhiyo ke biich, bedhadak chala chale bedhadak chala chale baandhao ki gond me palti hain safalta dukho ki ghatao me, sukh suhag chamkta badhe huye charan ko, ab palat sakega kaun aaj us pathik ke aage, tik sakega kaun man ki aag se, vijay ka raag chhedta jo thokaro se parvato ko thelana chale jo andhiyo ke biich, bedhadak chala chale bedhadak chala chale manushy hain wahi, dharm ki rah jo chale jo andhiyo ke biich, bedhadak chala chale bedhadak chala chale