SONG: Kan Kan Me Bhagwan - कण कण में भगवान

Kan Kan Me Bhagwan - कण कण में भगवान

LYRICS:
tera mera mandir kya hain, ye bhole insaan man ki ankh se dekh banware kan kan me bhagwan, kan kan me bhagwan kan kan me bhagwan man ki ankh se dekh milega kan kan me bhagwan, kan kan me bhagwan kan kan me bhagwan bund bund me lahar lahar me, patte patte me wo samaya rup rang me jal tarang me, ang ang me usi ki chhaya yaha waha wo kaha nahi hain, jaha taha wo kaha nahi hain pahachan sake to pahachan kan kan me bhagwan, kan kan me bhagwan chaandi ka to chhatr chadhaya, sone ka singhasan hain resham aur makhmal se uska, khub sajaya ashan hain laddu aur pakwan khilate, hardam us jagbhrata ko tumne kya apane jaisa, bhukha samjha us data ko jo kuber ka bhare khajana jo kuber ka bahre khajana kan kan me bhagwan, kan kan me bhagwan ude dhan jab bhare khet me, darshan kare kisaan ek ek daane me chamke, uski jyoti mahan ann hain uska isht devata ann hain uska isht devata, mandir hain khaliyan kan kan me bhagwan, kan kan me bhagwan use banane chala band kar, mandir me insaan chhua chhut ka bhut ban gaya, bana nahi bhagwan ye uncha hain ye nicha hain, ye pandit ki bhasha hari ko bhaje so hari ka hoi arj kare rah data, arj kare rah data arj kare rah data kan kan me bhagwan, kan kan me bhagwan