SONG: Kamyab Hum Kar Ke Rahenge Saal Ke Plan Ko - कामयाब हम करके रहेंगे साल के प्लान को

Kamyab Hum Kar Ke Rahenge Saal Ke Plan Ko - कामयाब हम करके रहेंगे साल के प्लान को

LYRICS:
kah do ye, gaav ke jaat ko aur shehar ke gentleman ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko kah do ye, gaav ke jaat ko aur shehar ke gentleman ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko dagar dagar par khilegi kheti nagar nagar panchayat raaj nagar nagar panchayat raaj gaya zamana raja ka janta ke sar par hoga taj janta ke sar par hoga taj ab na karo aaram ki bate bhul jao ab chain ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko gaav gaav school khulenge haspatal har basti me haspatal har basti me kheto me aayenge tractor nahre, sukhi dharti me ha nahre, sukhi dharti me gali gali me bijli hogi din kar denge rain ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko bharat ki tahzib hai kya ye duniya ko dikhlayenge ye duniya ko dikhlayenge kala ka charcha hoga ghar ghar college geet sikhayenge college geet sikhayenge zinda kar denge hum meera, tulsi, tansen ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko ram babu aur rama swami ram singh, ram raav ram babu aur rama swami ram singh, ram raav ram chadani, ramu bhai sare ek ho jao ram chadani, ramu bhai sare ek ho jao jiwan ka uddesh banalo jiwan ka uddesh banalo jiwan ka uddesh banalo bharat ke sukh chain ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko kah do ye, gaav ke jaat ko aur shehar ke gentleman ko kaamyab hum karke rahenge panch saal ke plan ko ha panch saal ke plan ko ho panch saal ke plan ko