SONG: Kamliwale Ka Roza Nigaho Me Hai - कमलीवाले का रोजा निगाहों में हैं

Kamliwale Ka Roza Nigaho Me Hai - कमलीवाले का रोजा निगाहों में हैं

LYRICS:
jhukte hai log kaba-e-athar ke samne kabe ne sar jhukaya hai us dar ke samne kamliwale ka roja nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai yani kabe ka kaba nigaho me hai yani kabe ka kaba nigaho me hai roza nigaho me hai kaba nigaho me hai roza nigaho me hai hoy kamliwale ka roja nigaho me hai mere aaka hai wo jinke saya nahi baad unke na bhi koi aaya nahi baad unke na bhi koi aaya nahi wo sahe ambiya wo rasule khuda wo sahe ambiya wo rasule khuda husn ki ibtida ishq ki intiha husn ki ibtida ishq ki intiha jiske dam se jaha sara roshan hua shame haq ka wo jalwa nigaho me hai shame haq ka wo jalwa nigaho me hai shish nawaye jise farishte, kare gulami hur biwi aamna ki godi me chamka jiska nur shame haq ka wo jalwa nigaho me hai jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai kaba nigaho me hai allah kamliwale ka roja nigaho me hai jinse arshe bari par hui guftgu jinse milne ki khud aman ne ki aarzu jinse milne ki khud aman ne ki aarzu aman ke rahnuma fakre dono maka aman ke rahnuma fakre dono maka wo garibo ka dil sarware do jaha wo garibo ka dil sarware do jaha aur sidhi ko faru ko usma ali ab parashto ki duniya nigaho me hai ab parashto ki duniya nigaho me hai jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai kaba nigaho me hai ha kamliwale ka roja nigaho me hai unke ghar ko khuda se ye daulat mili khana buat suda sahadat mili khana buat suda sahadat mili unki azmat badi unka rutba bada unki azmat badi unka rutba bada ek sahre khuda ek sahide wafa ek sahre khuda ek sahide wafa maut ne jiski himmat ko sajda kiya wo nabi ka nawasa nigaho me hai wo nabi ka nawasa nigaho me hai sar katwaya sar na jhukaya pyasa hua shahid khun ka joda pahan ke jisne padhi namaje hir wo nabi ka nawasa nigaho me hai jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai kaba nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai kamliwale ka roja nigaho me hai yani kabe ka kaba nigaho me hai yani kabe ka kaba nigaho me hai jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai kaba nigaho me hai