SONG: Kamla Raziya Ya Miss Merry Ya Ho Pritam Kaur - कमला रज़िया या मिस मैरी या हो प्रीतम कौर

Kamla Raziya Ya Miss Merry Ya Ho Pritam Kaur - कमला रज़िया या मिस मैरी या हो प्रीतम कौर

LYRICS:
kamla razia ya miss merry ya ho pritam kaur kamla razia ya miss merry ya ho pritam kaur oye har hasina hoti hai babu ji dil ki chor meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna ye baat hai abdul mohan ya banta singh ya ho mr. mor abdul mohan ya banta singh ya ho mr. mor moka milte hi phekega naino ki dor meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna dale jadu phunke tune kar ke aankhe char dale jadu phunke tune kar ke aankhe char haye ladki to ladki hai sadi pehne ya salwar meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna aankho me mile dil ka telephone aankho me mile dil ka telephone are ladka to ladka hai dhoti pehne ya patloon meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna sidhi sachi chori ho ya fashion eban mam are sidhi sachi chori ho ya fashion eban mam teri to dil se khelegi najro wali mem meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna anpadh koi kunwara aashiq ho ya ho graduate anpadh koi kunwara aashiq ho ya ho graduate bato bato me tay kar lega shadi ki date meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna dilhi bambai culcutta lakhnau shimla masur hai are dilhi bambai culcutta lakhnau shimla masur hai har basti me julfo wali nagan hai mashur meri jaan knock out meri jaan bold out meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna india america africa rasia paris cheen india america africa rasia paris cheen sari duniya me bajti hai armano ki been meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna