SONG: Kaliram Ka Khul Gaya Pol - कालीराम का खुल गया पोल

Kaliram Ka Khul Gaya Pol - कालीराम का खुल गया पोल

LYRICS:
kauwa hans ki chaal chala langada kar ghoda dauda kauwa hans ki chaal chala langada kar ghoda dauda ek gadhe ne koshish ki vo bhi ban jaye ghoda dekho taal ne tute hamari chaal na tute hamari chaal na tute dekho taal ne tute hamari chaal na tute are kaliram ka khul gaya pol bich bazariya fat gaya dhol ho gaya us ka dabba gol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol jiska kaam usi ko saje or kare dhenga baaze kaliram ka khul gaya pol bich bazariya fat gaya dhol ho gaya us ka dabba gol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol bina ticket ke mufat me humne dekha khel ye sara bina ticket ke mufat me humne dekha khel ye sara pi kar bhang kisi chuhe ne ha bhaiya pi kar bhang kisi chuhe ne sher ko ja lalkara ye to vahi baat hui ji ye to vahi baat hui ji chota muh or bade bol kaliram ka khul gaya pol bich bazariya fat gaya dhol ho gaya us ka dabba gol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol jai jai gaao sank bajaao maa durga durgati nashini is mote ko samjhao durga mata se vinti hai is rakshas ko chhod e durga mata se vinti hai is rakshas ko chhod e ye mota mahisaasur jaisa kis ki gardan tode hey devi maa le is ki jaan hey devi maa le is ki jaan hai ye bali anmol kaliram ka khul gaya pol bich bazariya fat gaya dhol ho gaya us ka dabba gol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol arey baazi hara ye bechara are sharam ka maara jaye re jaye koi isko ghar tak chhod ke aaye jaye re jaye koi isko ghar tak chhod ke aaye chullu bhar pani me kahi ye dub ke na mar jaye jiski aji izzat gayi jiski aji izzat gayi uska raha kya mol kaliram ka khul gaya pol bich bazariya fat gaya dhol ho gaya us ka dabba gol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol bol hari bol hari bol hari bol