SONG: Kali Kisi Ki Mohabbat Ki Muskuraati Hai - कली किसी की मोहब्बत की मुस्कुराती है, हाँ

Kali Kisi Ki Mohabbat Ki Muskuraati Hai - कली किसी की मोहब्बत की मुस्कुराती है, हाँ

LYRICS:
kali kisi ki mohabbat ki muskuraati hai, han kisi ke ghar me bahaar aake laut jaati hai koi chale kaanto pe koi phool khilaaye koi phool khilaaye koi chale kaanto pe koi phool khilaaye kisi ki kashti hai maujo me sukh ki bahne ko koi hai sirf mohabbat me zurm sahne ko dil tadpe kisi ka koi aaram lutaaye aaraam lutaaye dil tadpe kisi ka koi aaram lutaaye aaraam lutaaye kisi ke hotho pe aai khushi hansi banke kisi ke dil me basaa dard zindagi banke pahunche koi manzil pe to thokar koi khaaye thokar koi khaaye koi chale kaanto pe koi phool khilaaye koi phool khilaaye