SONG: Kali Ke Roop Me, Chali Ho Dhoop Me Kaha - कली के रूप में, चली हो धूप में कहाँ

Kali Ke Roop Me, Chali Ho Dhoop Me Kaha - कली के रूप में, चली हो धूप में कहाँ

LYRICS:
kali ke rup me chali ho dhup me kaha kali ke rup me chali ho dhup me kaha suno ji meharban, hoge na tum jaha, vaha kali ke rup me chali ho dhup me kaha suno ji meharban, hoge na tum jaha, vaha kahe ko ho jaldi ki ham to hai chal di apne dil ke sahare ab na rukenge to dukhne lagenge paanv nazuk tumhaare kahe ko ho jaldi ki ham to hai chal di apne dil ke sahare ab na rukenge to dukhne lagenge paanv nazuk tumhaare chhodo diwanapan, aji janab man kaha suno ji meharban, hoge na tum jaha, vaha kali ke rup me chali ho dhup me kaha chal na sakege sambhal na sakege ham tumhari bala se mila na sahara to aaogi dubara khich ke meri sada pe chal na sakege sambhal na sakege ham tumhari bala se mila na sahara to aaogi dubara khich ke meri sada pe raah me ho ke gum, jaaoge chhup ke tum, kaha suno ji meharban, hoge na tum jaha, vaha kali ke rup me chali ho dhup me kaha maanoge na tum bhi to e lo chale ham bhi ab hame na bulana jaate ho to jaao, adaaye na dikhaao dil na hoga nishana maanoge na tum bhi to e lo chale ham bhi ab hame na bulana jaate ho to jaao, adaaye na dikhaao dil na hoga nishana hava pe baith ke, chale ho aith ke, kaha suno ji meharban, hoge na tum jaha, vaha