SONG: Kali Kali Hoon Main, Kashmir Ki Kali - कलि कलि हूँ मैं, कश्मीर की कलि

Kali Kali Hoon Main, Kashmir Ki Kali - कलि कलि हूँ मैं, कश्मीर की कलि

LYRICS:
kali kali hu main, kashmir ki kali kali kali hu main, kashmir ki kali ho har koi bulaye mujhe apni gali kali kali hu main, kashmir ki kali ha miss universe se main kam nahi miss world mein bhi wo dam nahi miss universe se main kam nahi har taraf hai jalawa mera har taraf hai jalawa, kali kali hu main kashmir ki kali lut le gori julmi teri jawani teri jawani ki ajab hai kahani tujhpe main vaaru apani saari umariya tujhko hi sochu main aatho pehariya katrina na jaisa mera najuk badan hai ash ki tarah mere dono nayan hai katrina na jaisa mera najuk badan hai ash ki tarah mere dono nayan hai priyanka si main bhi dikhati bhali hu aur bipasha jaisi dilkash badi hu mallika ki tarah main bhi fuljhadi kali kali hu main, kashmir ki kali kali kali hu main, kashmir ki kali meri ada se koi bach na saka hai kisko milungi iska satta laga hai meri ada se koi bach na saka hai kisko milungi iska satta laga hai hosh uda du sabke ninde chura lu dil mein sabke aashiyana bana lu gudh ki tarah hu misri ki dali kali kali hu main kashmir ki kali har koi bulaye mujhe apni gali kali kali hu main kashmir ki kali