SONG: Kali Do Din Ki Khatir Hi Yaha Daali Pe Khilti Hai - कली दो दिन की खातिर ही यहाँ डाली पे खिलती है

Kali Do Din Ki Khatir Hi Yaha Daali Pe Khilti Hai - कली दो दिन की खातिर ही यहाँ डाली पे खिलती है

LYRICS:
kali do din ki khatir hi yaha dali pe khilti hai are do dino ki khak me khil khil ke milti hai ye dhadkan bhi kisi dhadkan ko dhadkane ko khilti hai piye ja piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai nashe me jhumta hai dil ise mat hosh aane de inhi behshiyo me ishk ki kismat banane do aji kismat banane do ye dil ka khel hai ise daw par bazi lagane do ye dil ka khel hai ise daw par bazi lagane do jo chaho jeete na dil ko kisi dil me samane do kisi dil me samane do ye chahat pyar ki aakhir to ja maj se milti hai piye ja piye ja piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai tadapte hai hazaro dil ghadi bhar khil khilane ko ghadi bhar khil khilane ko har ek dil tilmilata hai kisi se dil milane ko kisi se dil milane ko tadapti hai shama mahfil me ek pal jhilmilane ko tadapti hai shama mahfil me ek pal jhilmilane ko kali khilti hai naye sagar pe lane ko naye sagar pe lane ko kahi jab din nikalta hai kahi par sham dhalti hai piye ja piye ja piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai piye ja jame ulfat zindagi mushkil se milti hai