SONG: Kaleja Mora Dhadke Ho Aankh Mori Phadke - कलेजा मोरा धड़के हो आँख मोरी फड़के

Kaleja Mora Dhadke Ho Aankh Mori Phadke - कलेजा मोरा धड़के हो आँख मोरी फड़के

LYRICS:
kaleja mora dhadke ho aankh mori fadke mayke chali main sajan se bigad ke sajan se bigad ke kaleja mora dhadke ho aankh mori fadke maike chali mai sajan se bigad ke sajan se bigad ke sawan bahar par man hai umang par sawan bahar par man hai umang par bhawre bhi nach rahe phulo ki rang par bhawre bhi nach rahe phulo ki rang par manale to saiya ke pairo pe pad ke manale to saiya ke pairo pe pad ke ruthi rahungi tumko tadpaungi paiyo me padke main na manaungi ruthi rahungi tumko tadpaungi paiyo me padke main na manaungi roya karoge tum hamse bichhad ke ho hamse bichad ke kaleja mora dhadke ho aankh mori fadke maike chali mai sajan se bigad ke sajan se bigad ke tu bhi kisi budhe ke palle padegi man mera kahna nahi to pachhtayegi aisa sagun nahi muh se nikalna budhe nikathu ke palle na dalna hum to alag ab honge na lad ke honge na lad ke kaleja mora dhadke ho aankh mori fadke maike chali mai sajan se bigad ke sajan se bigad ke