SONG: Kale Kale Aaye Badarva - काले काले आए बदरवा

Kale Kale Aaye Badarva - काले काले आए बदरवा

LYRICS:
kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo jab sawan ki rut aaye sajanwa jiya pe laage more thesh aise me tum more sajanwa kaahe gaye pardesh jab sawan ki rut aaye sajanwa jiya pe laage more thesh aise me tum more sajanwa kaahe gaye pardesh ho kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo jab panghat pe sakhiyan ke sang main paniya bharan ko jau chhalak pade nainan ki gagri ro ro neer bahau jab panghat pe sakhiyan ke sang main paniya bharan ko jau chhalak pade nainan ki gagri ro ro neer bahau ho kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo are hare hare ye khet sajanwa kate to phir ugi aaye gayi jawani bit to sajna nahi laut ke aaye are hare hare ye khet sajanwa kate to phir ugi aaye gayi jawani bit to sajna nahi laut ke aaye ho kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo kale kale aaye badarva aavo sajan more aavo