SONG: Kal Yaha Aayi Thi Wo - कल यहाँ आई थी वो

Kal Yaha Aayi Thi Wo - कल यहाँ आई थी वो

LYRICS:
kal yaha aayi thi wo kya aaj bhi aayegi wo aaye to haye maza aa jaye kal yaha aayi thi wo kya aaj bhi aayegi wo aaye to haye maza aa jaye hatho se mere nikal gaya hai kitna achha mauka de gayi dhokha aayi de gayi dhokha aayi gayi yu gujar gaya jaise tez hawa ka jhonka de gayi dhokha de gayi dhokha is taraf sharmai thi wo kya phir yuhi sharmayegi wo sharmaye to haye maza aa jaye lo aa gayi lo wo aa gayi mere dil ki rani o dilbar jani dilbar jani aaj to jane dunga use mai leke prem nishani o dilbar jani dilbar jani dar ke yu ghabrai thi wo ke aaj phir ghabrayegi wo ghabraye to haye maza aa jaye kal yaha aayi thi wo kya aaj bhi aayegi wo aaye to haye maza aa jaye