SONG: Kal Rat Vali Mulakat Ke Liye Maf Kijiye - कल रात वाली मुलाकात के लिए माफ़ कीजिए

Kal Rat Vali Mulakat Ke Liye Maf Kijiye - कल रात वाली मुलाकात के लिए माफ़ कीजिए

LYRICS:
kal rat vali mulakat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye kal rat vali mulakat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye aaina na dekhiye meri surat dekhiye sidhi sadi bholi bhaali meri murat dekhiye aadmi sharif nahi hun mai kya bhala qabil e tarif nahi hun mai kya bhala aap hi ye insaf kijiye aap hi ye insaf kijiye maf kijiye maf kijiye, maf kijie maf kijiye meri kya mazal hai jo mai daaman thaam lu tauba tauba meri tauba aapka mai nam lu vo parvana vo mastana koi aur tha mai nahi tha vo divana koi aur tha man jaaiye dil saf kijiye, maan jaaiye dil saf kijiye maf kijiye maf kijiye, maaf kijiye maaf kijiye suniye janab ye meri pahli bhul hai pahli bhul maaf ho ye duniyaa kaa usul hai aap jo na hoge aji ham pe meharaban aapko sitamgar kahega ye jaha aur kya kahu maaf kijiye maf kijiye maaf kijiye, maaf kijiye maaf kijiye kal rat vali mulakat ke liye har bat ke liye maf kijiye maaf kijiye