SONG: Kal Ke Chand Aaj Ke Sapane - कल के चाँद आज के सपने

Kal Ke Chand Aaj Ke Sapane - कल के चाँद आज के सपने

LYRICS:
kal ke chand aaj ke sapne tum ko pyar bahut sa pyar kal ke chand aaj ke sapne tum ko pyar bahut sa pyar laal tumhare hi dum se kal jagmag hoga yeh sansaar kal ke chand aaj ke sapne tum ko pyar bahut sa pyar aankh michauli khelega kal tumse aangan mera sang tumhare laut aayega rutha bachpan mera rutha bachpan mera ab tutlakar baat karenge ye darwaje ye diwaar laal tumhare hi dum se kal jagmag hoga yeh sansaar kal ke chand aaj ke sapne tum ko pyar bahut sa pyar nain tumhare chand aur suraj nain tumhare chand aur suraj phul se jivan jyoti sada meri palko me rahna mere man ke moti mere mann ke moti ek bar maa kahne par hum nyauchhawar honge sau baar laal tumhare hi dum se kal jagmag hoga yeh sansaar kal ke chand aaj ke sapne tum ko pyar bahut sa pyar