SONG: Kal Chalte Chalte Unse Mulaqat Ho Gayi - कल चलते चलते उनसे

Kal Chalte Chalte Unse Mulaqat Ho Gayi - कल चलते चलते उनसे

LYRICS:
kal chalte chalte unse mulaaqat ho gayi kal chalte chalte unse mulaaqat ho gayi lab chup the magar aankhon se kuchh baat ho gayi lab chup the magar aankhon se kuchh baat ho gayi chehre pe ek noor thaa aankhon mein chand ashq chehre pe ek noor thaa aankhon mein chand ashq bas yoon kaho ke dhoop mein barsaat ho gayi bas yoon kaho ke dhoop mein barsaat ho gayi kal chalte chalte unse mulaaqat ho gayi hamne sunaa thaa rone ki aadat hai ishq ko aadat hai ishq ko hamne sunaa thaa rone ki aadat hai ishq ko aadat hai ishq ko kal husn ro rahaa thaa kal husn ro rahaa thaa ajab baat ho gayi kal husn ro rahaa thhaa ajab baat ho gayi kal chalte chalte unse mulaaqat ho gayi ye unkaa dil hi jaane ye unkaa dil hi jaane kyaa unkaa haal hai kyaa unkaa haal hai ham itnaa jaante hain mulaaqaat ho gayi ham itnaa jaante hain mulaaqaat ho gayi kal chalte chalte unse mulaaqaat ho gayi kal chalte chalte unse mulaaqaat ho gayi