SONG: Kajal Wali Ankhiya Mori To Bin Sajan Tarse - काजल वाली अखियाँ मोरी तो बिन सजन तरसे

Kajal Wali Ankhiya Mori To Bin Sajan Tarse - काजल वाली अखियाँ मोरी तो बिन सजन तरसे

LYRICS:
kajal wali ankhiya mori to bin sajan tarse yaad tumhari jab aaye ye badal banke barase mai samjhu, mai samjhu sawan aaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya kajal wali ankhiya mori to bin sajan tarse yaad tumhari jab aaye ye badal banke barase mai samjhu, mai samjhu sawan aaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya ke na tarsao chale bhi aao na chhup chhup jao in ankhiyo se na chhup chhup jao in ankhiyo se ke na tarsao chale bhi aao na chhup chhup jao in ankhiyo se na chhup chhup jao in ankhiyo se dil ki tasvir dikhayegi rah me bichh bichh jayegi na yu ghabrao in ankhiyo se ke dil me pritam chhaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya kajal wali ankhiya mori to bin sajan tarse yaad tumhari jab aaye ye badal banke barase mai samjhu, mai samjhu sawan aaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya bhola balam dil rakhna na jane dil rakhna na jane bhola balam dil rakhna na jane dil rakhna na jane ishare na samjhe hamar ishare na samjhe hamar batiya na mane mori, batiya na mane batiya na mane mori, batiya na mane kajre ki dori o balma mori tohe pe hanse hai chori chori tohe pe hanse hai chori chori ke jin naino ki tum ho aas mujhe na un naino ki pyas ye kiasa zulm hai dhaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya kajal wali ankhiya mori to bin sajan tarse yaad tumhari jab aaye ye badal banke barase mai samjhu, mai samjhu sawan aaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya haye haye haye mai samjhu sawan aaya