SONG: Kaisi Ye Doorie - कैसी यें दूरी तुझसे मै यूँ सहूँ

Kaisi Ye Doorie - कैसी यें दूरी तुझसे मै यूँ सहूँ

LYRICS:
kaisi ye duri tujhse main yu sahu kaisi ye teri khudgarzi main jiyu adhuri batein jo bhi meri rahi tujhse karu main pura unko kaise karu o haule haule jab tu hasi chhu ke mere dil ko guzari jamana kahe to sab man jane sahi jo tu kahe to sab maan jane sahi kaisi ye duri tujhse main yu sahu kaisi ye khudgarzi main jiyu adhuri batein meri jo bhi rahi tujhse karu mai pura unko kaise karu ki rat rat bhar sochu bas tujhko teri basar mein tere hade ab mujko bechain dil bunu bas tera sapna sapne mein kahu bas tujhe apna na tere siva chale kahi rutaba na tere siva mujhe khud ki bhi parwah kaisi ye duri tujhse main yu sahu kaisi ye khudgarzi main jiyu adhuri batein jo bhi meri rahi tujhse karu main pura unko kaise karu sambhalu hosh kaise main jo tujhse ude chahu ye ba tu bhi aa ke mujhse kahe main bhi tere sapne mein ata raha puri hui jo mangi thi mangi thi maine dua na tere siva jina bhi munasib hai na tere siva nazaro ko koi jachda kaisi ye duri tujhse main yun sahu kaisi ye khudgarzi main kaise jiu adhuri batein jo bhi meri rahi tujhse karu main pura unko kaise karu ankhiya jo vas gaya tera chehra sab to gahara mano pyar tera mainu vi teri aadat paih gayi ae nazare uthau ta tu hi dis da nazare uthau ta tu hi dis da na tere siva na chale kahi rutaba na tere shiva mujhe khud ki bhi parwah kaisi ye duri tujhse main yu sahu kaisi ye khudgarzi main kaise jiu adhuri batein jo bhi meri rahi tujhse karu main pura unko kaise karu