SONG: Kaisi Bhekhudi Ka Samna - कैसी बेखुदी का सामना

Kaisi Bhekhudi Ka Samna - कैसी बेखुदी का सामना

LYRICS:
kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna dekho apne dil ko thamna ho kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna raat par bahar hai bahar khushgawar hai ke chand par shabab aa gaya rut hasin ho gayi ke mastiyo me kho gayi husn benkab aa gaya o raat par bahar hai bahar khushgawar hai ke chand par shabab aa gaya rut hasin ho gayi ke mastiyo me kho gayi husn benkab aa gaya kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna dekho apne dil ko thamna ho kaisi bekhudi ka samna har kadam thirak utha jahan bhi chamak utha ke aaj dil ka phul khil gaya zindagi ka saaz hai hume to jispe naaz hai ke aaj humko pyar mil gaya o har kadam thirak utha jahan bhi chamak utha ke aaj dil ka phul khil gaya zindagi ka saaz hai hume to jispe naaz hai ke aaj humko pyar mil gaya kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna dekho apne dil ko thamna ho kaisi bekhudi ka samna ghumta hai aasma hamare sath ye jaha ke dagmaga rahi hai zindagi ghumti hai ye zamin ban gayi hai dilnashi ke muskura rahi hai chandani o ho ghumta hai aasma hamare sath ye jaha ke dagmaga rahi hai zindagi ghumti hai ye zamin ban gayi hai dilnashi ke muskura rahi hai chandani kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna dekho apne dil ko thamna ho kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna