SONG: Kaise Tum Bin Kategi Umariya - कैसे तुम बिन कटेगी उमरिया

Kaise Tum Bin Kategi Umariya - कैसे तुम बिन कटेगी उमरिया

LYRICS:
kaise tum bin kategi umariya umariya are o kaise tum bin kategi umariya umariya are o mohe itna bata mohe itna bata do sawariya sawariya are o kaise tum bin kategi umariya apni aankho me kisko basaye hue mujhse jate ho aankhe churaye hue mujhse jate ho aankhe churaye hue kaun bairan se kaun bairan se lagi nazariya nazariya are o kaise tum bin kategi umariya sare wade tum apne bhula ke chale ho hans ke dil le liya phir rula ke chale rula ke chale yu ujado na yu ujado na man ki nagariya nagariya are o kaise tum bin kategi umariya mera jivan sazakar na jao piya mere man ko basakar na jao man ke raja na man ke raja na luto nagariya nagariya are o kaise tum bin kategi umariya umariya are o mohe itna bata mohe itna bata do sawariya sawariya are o kaise tum bin kategi umariya