SONG: Kaise Kahoon Main Baat Jiya Ki Sanwariya Pyar Me Tere Ho Gayi Mai To Bawariya - कैसे कहूँ मैं बात जिया की सावरिया प्यार में तेरे हो गई मैं तो बावरिया

Kaise Kahoon Main Baat Jiya Ki Sanwariya Pyar Me Tere Ho Gayi Mai To Bawariya - कैसे कहूँ मैं बात जिया की सावरिया प्यार में तेरे हो गई मैं तो बावरिया

LYRICS:
kaise kahu main baat jiya ki, sawariya pyar me teri ho gayi mai to banwariya kaise kahu mian baat jiya ki, sawariya pyar me teri ho gayi mai to banwariya aaj nahi kasme, bas gaya tu nas nas me dubh gayi meri pyasi ankhiya prit ke, mithe rash me chalkan lagi laaz, sharam gagriya pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya nain hasi ke dhadke, ang ang mera fadke tumne kiya to jadu mujh par rahti hai khudh se bichad ke cham cham bole, meri khushi ki janjriya pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya tune jiya me dari, ek nayi chingari mandur milan ke khel me, sajan tu jeeta mai haari bajan lagi pyar basuriya pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya kaise kahu baat jiya ki, sawariya laarmai teri ho gayi mai to banwariya