SONG: Kaise Jiye Re Saathi Tere Bina Kaise - कैसे जिए रे साथी तेरे बिना कैसे

Kaise Jiye Re Saathi Tere Bina Kaise - कैसे जिए रे साथी तेरे बिना कैसे

LYRICS:
kaise jiye re sathi tere bina kaise jiye re kaise jiye re sathi tere bina kaise jiye re teri yad tera gum or tere sapne kab tak fire liye liye re kaise jiye re sathi tere bina kaise jiye re do naina tere nil kamal se ab tak sapno me aaye bite dino ki yad dilakar or mujhe tadpaye tu hi bata is tute hue dil ko yado se kab tak siye kaise jiye re sathi tere bina kaise jiye re socha tha tere aachal ki chaw me haske umar beet jaye tere mere pyar ki mahakti phulwari me virah ki aandhi nahi aayegi rah gayi kato me ulajh kar jindagi kab tak jahar ab piye re kaise jiye re sathi tere bina kaise jiye re