SONG: Kaise Jeet Lete Hain Log Dil Kisi Ka - कैसे जीत लेते हैं लोग दिल किसी का

Kaise Jeet Lete Hain Log Dil Kisi Ka - कैसे जीत लेते हैं लोग दिल किसी का

LYRICS:
kaise jeet lete hai log dil kisi ka kaise jeet lete hai log dil kisi ka kaise jeet lete hai log dil kisi ka koi to sikha de hame pyar ka salika kaise jeet lete hai log dil kisi ka koi mahbuba hamko chahe pyar ke wade kar ke nibhaye ankho me ye khwab liye hum sare jaha me bhatka kiye hum haye re dil ki kamnasibi humko dil mila na kisi rup ki kali ka kaise jeet lete hai log dil kisi ka kaise jeet lete hai log dil kisi ka koi to sikha de hame pyar ka salika kaise jeet lete hai log dil kisi ka hamne na dekha julfo ka sawan hamne na thama kisi ka daman leke chale koi hamko waha par rahte hai dildar jaha par haye re dil ki kamnasibi humko na mila pata dildar ki gali ka kaise jeet lete hai log dil kisi ka kaise jeet lete hai log dil kisi ka koi to sikha de hame pyar ka salika kaise jeet lete hai log dil kisi ka