SONG: Kaise Din Jeevan Mein Aaye, Huye Wo Apne Parye - कैसे दिन जीवन में आए, हुए वो अपने पराये

Kaise Din Jeevan Mein Aaye, Huye Wo Apne Parye - कैसे दिन जीवन में आए, हुए वो अपने पराये

LYRICS:
kaise din jiwan me aaye, huye wo apne paraye dwar dahri wo ghar angan, ban gaya pardes kaise din jiwan me aaye, huye wo apne paraye dwar dahri wo ghar angan, ban gaya pardes sabhi apne khoye sukh me sabhi apne khoye dukh me o sabhi apne khoye sukh me sabhi apne khoye dukh me kaun dekhe mere man pe lagi hai kya thes ban gaya pardes, chhuta apna desh dwar dahri wo ghar angan, ban gaya pardes mere avgun sabhi dekhe mere durgun sabhi dekhe mere avgun sabhi dekhe mere durgun sabhi dekhe koi na puchhe ujda kaise mere man ka desh ban gaya pardes, chhuta apna desh dwar dahri wo ghar angan, ban gaya pardes sare bandhan sare naate yu na pal me bikhar jate sare bandhan sare naate yu na pal me bikhar jate log badle jaise badle yaha mausam bhesh ban gaya pardes, chhuta apna desh dwar dahri wo ghar angan, ban gaya pardes kaise din jiwan me aaye, huye wo apne paraye dwar dahri wo ghar angan, ban gaya pardes