SONG: Kaise Chalungi Mai Akeli Abhi To Mai Sharmili - कैसे चलूंगी मैं अकेली अभी तो मैं शर्मीली

Kaise Chalungi Mai Akeli Abhi To Mai Sharmili - कैसे चलूंगी मैं अकेली अभी तो मैं शर्मीली

LYRICS:
kaise chalungi mai akeli abhi to mai sharmili kaise chalungi mai akeli abhi to mai sharmili milne ko man lalchaye chalne me jiya ghabraye baiya na chhodo ri saheli abhi to mai sharmili kaise chalungi mai akeli abhi to mai sharmili mausam ne li angdai bajne lagi shahnai kahe jawani aai bachpan me mausam ne li angdai bajne lagi shahnai kahe jawani aai bachpan me aankhe muskane lagi mai gun gunane lagi khud hi sharmane lagi darpan me ghunghat na kholu sabse na bolu mai ban jaugi paheli abhi to mai sharmili mai ban jaugi paheli abhi to mai sharmili kaise chalungi mai akeli abhi to mai sharmili hotho pe halki lali naino me chhalki payali mukh pe reshm ki jali rahne do hotho pe halki lali naino me chhalki payali mukh pe reshm ki jali rahne do chitvan jalane vali dil ko bhulane vali aankho ko kali kali rahne do payal bajugi dil ko rujhaugi dulhan banugi mai naveli abhi to mai sharmili dulhan banugi mai naveli abhi to mai sharmili kaise chalungi mai akeli abhi to mai sharmili