SONG: Kaise Bitau Zalim Kali Kali Rat Re - कैसे बिताऊं ज़ालिम काली काली रात रे

Kaise Bitau Zalim Kali Kali Rat Re - कैसे बिताऊं ज़ालिम काली काली रात रे

LYRICS:
kaise bitaaun jaalim kaise bitaaun jaalim kaali kaali raat re raam jaane kaise hongi teri mulaakaat re kaise bitaaun jaalim kaali kaali raat re raam jaane kaise hongi teri mulaakaat re kaali kaali raat piya humse gujaari nahi jaayegi kaali kaali raat piya humse gujaari nahi jaayegi bikhri ye sau julfiya humse sambhali nahi jaayegi bikhri ye sau julfiya humse sambhali nahi jaayegi tere bina kaun sune man ki ye baat re raam jaane kaise hongi teri mulaakaat re kaise bitaaun jaalim kaali kaali raat re raam jaane kaise hongi teri mulaakaat re dukh sune hue, sukh chhine gaye ashq bahte rahe hum ye kahte rahe dukh sune hue, sukh chhine gaye ashq bahte rahe hum ye kahte rahe hum ye kahte rahe jaane waale chhod gaye dukhiya ka sath re raam jaane kaise hongi teri mulaakaat re kaise bitaaun jaalim kaali kaali raat re raam jaane kaise hongi teri mulaakaat re