SONG: Kaisa Kutil Vidhaan Tumhara - कैसे कुटील विधान तुम्हारा

Kaisa Kutil Vidhaan Tumhara - कैसे कुटील विधान तुम्हारा

LYRICS:
kaise kutil vidhan tumhara arey kathor vidhata aankh band karke soye laal aur jaage abhagan mata aankh band karke soye laal aur jaage abhagan mata jin putro ke aankho se hum agni prah the paate aaj unhi putro ki maat pita ham chita jalaate aasmaan aasmaan tu neche dekh kar kyo nahi re fat jata aankh band karke soye laal aur jaage abhagan mata jaage abhagan mata kabhi na sheetal hone paayi jabri ki ye jwala abhi nahi murjhane paayi phulo ki varmala haye phulo ki varmala abhi chudiaan khanak rahi thi hatho me matwale abhi sukhne bhi na payi na ye sindoor ki laali vidhata sindoor ki ye laali nav vadhu ke nav suhag par tune teer chalaya maehndi ki laali ko nirday tune khoon banaya haye tune khoon banaya hey jagdambe hey jagdambe kisne toda jo atut tha nata aankh band karke soye laal aur jaage abhagan mata aankh band karke soye laal aur jaage abhagan mata