SONG: Kaisa Insaf Tera Sab Kuch Luta - कैसा इंसाफ तेरा सब कुछ लुटा

Kaisa Insaf Tera Sab Kuch Luta - कैसा इंसाफ तेरा सब कुछ लुटा

LYRICS:
ja raha hai jane ho ab ab kya humara jayega hum rahe nakam to iljam tujh par aayega kaisa insaf tera sab kuch luta hai mera duniya ke malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai kaisa insaf tera sab kuch luta hai mera duniya ke malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai aankhe hai teri ye suraj ye chanda sab kuch tu dekhe kya karta hai banda aankhe hai teri ye suraj ye chanda sab kuch tu dekhe kya karta hai banda tere sahare gangan chal raha hai tere hi dam se pwan chal raha hai chlne ko ek kadam tadpe kyu mera sanam mera tu malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai tune slakho ki bigdi banai mere liye teri kaisi bhalai tune slakho ki bigdi banai mere liye teri kaisi bhalai teri duhayi o duniya ke malik kya tere dar se main jau khali ban jaye baat meri rah jaye shan teri duniya ke malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai kaisa insaf tera sab kuch luta hai mera duniya ke malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai duniya ke malik bata tu kaha hai